Use Bechain Kar Jaunga Main Bhi
use bechain kar jā.ūñgā maiñ bhī ḳhamoshī se guzar jā.ūñgā maiñ bhī mujhe chhūne kī ḳhvāhish kaun kartā hai ki
use bechain kar jā.ūñgā maiñ bhī ḳhamoshī se guzar jā.ūñgā maiñ bhī mujhe chhūne kī ḳhvāhish kaun kartā hai ki
fikr-e-ġhurbat hai na andesha-e-tanhā.ī hai zindagī kitne havādis se guzar aa.ī hai log jis haal meñ marne kī duā karte
aaj kī raat bhī guzrī hai mirī kal kī tarah haath aa.e na sitāre tire āñchal kī tarah hādsa koī
naqsh paanī pe banā ho jaise zindagī mauj-e-balā ho jaise mujh se bach bach ke chalī hai duniyā mere nazdīk
sub.h tak maiñ sochtā huuñ shaam se jī rahā hai kaun mere naam se shahr meñ sach boltā phirtā huuñ
duur baiThā huā tanhā sab se jaane kyā soch rahā huuñ kab se apnī tā.īd bhī dushvār huī aa.ina TuuT
merī pahchān hai kyā merā pata de mujh ko koī ā.īna agar hai to dikhā de mujh ko tujh se
nazar nazar hairānī de mujh ko merā saanī de jugnū phuul sitāra chāñd apnī koī nishānī de insānoñ ko daanā
in sarāboñ se guzarne de mujhe uñgliyāñ ret meñ bharne de mujhe jis nadī paar na utrā koī us nadī
ḳhud apne saath safar meñ rahe to achchhā hai vo be-ḳhabar hai ḳhabar meñ rahe to achchhā hai qadam qadam