• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / ruKH Nazar Ka Kabhi Idhar Na Hua

ruKH Nazar Ka Kabhi Idhar Na Hua

poet

ruḳh nazar ka kabhi idhar na hua

dil ko hasrat rahi jigar na hua

hijr ki shab to jan-leva thi

din juda.i ka bhi basar na hua

us ke alfaz dil men chubhte hain

koi fiqra bhi be-asar na hua

bazm men sau maqam badle hain

ruḳh tumhara kabhi udhar na hua

vasl likkha tha meri qismat men

be-kasi dekhiye magar na hua

hijr ne dam pe ye bana di thi

ham se naala bhi rat-bhar na hua

umr-bhar us ki taak hi men rahe

dhyan apna idhar-udhar na hua

us ke jalve se tha jahan ma.amur

ghair ka zikr bhuul kar na hua

us ko ashiq na samjho ai ‘shankar’

jo fida us ke naam par na hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sare Chehre Tanbe Ke Hain Lekin Sab Par Qali Hai

Badan Ko zaKHm Karen KHak Ko Labaada Karen

Sufi

Zamin Se Chal Ke To Pahuncha Hun Aasman Tak Main

Sarshaar Bhi Karti Hai Ghazal Leti Hai Jaan Bhi

aftab-iqbal-shamim

Ishq Mein Ye Majburi To Ho Jati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet