Aah Ai Sauda-e-Kham-e-Arzu
aah ai sauda-e-ḳham-e-arzu ta-ba-kai aḳhir nizam-e-arzu zabt-e-ah-e-dil-shikan aur main hazin kar raha huun ehtiram-e-arzu hoshiyar ai infi.al-e-kaif-za husn tak pahuncha
aah ai sauda-e-ḳham-e-arzu ta-ba-kai aḳhir nizam-e-arzu zabt-e-ah-e-dil-shikan aur main hazin kar raha huun ehtiram-e-arzu hoshiyar ai infi.al-e-kaif-za husn tak pahuncha
ye sitam ik ḳhvahish-e-mauhum par lutf farma ḳhatir-e-maghmum par ai masarrat mere gham-ḳhane se duur ye girani aur mire maqsum
badan ki aanch se chehra nikhar gaya kaisa ye meri ruuh men sho.ala utar gaya kaisa hazar ankhon se main
paiham ik iztirab ajab ḳhushk-o-tar men tha main ghar men aa ruka tha mira ghar safar men tha kya raushni
yuun sang-dil hayat se ahd-o-vafa kiya divar darmiyan thi magar ḳhud ko va kiya miTTi ka rang-o-nur se rishta qadim
kya kahun jazbat ka tufan kitna tez hai dil ba-hadd-e-be-ḳhudi ehsas se labrez hai ishq ki duniya men har taklif
kis chaman ki ḳhaak men phulon ka mustaqbil nahin durbin nazron men rang-o-bu hain ab-o-gil nahin shoḳhiyan hain jis ki
maut us bekas ki ghayat hi sahi umr bhar jis ne musibat hi sahi husn ka anjam dekhen ahl-e-husn ishq
har nafas minnat-kash-e-alam hai zindagi shayad isi ka naam hai ek aansu aur vo bhi sarf-e-zabt kya yahi ummid ka
ham jahan rahte hain ḳhvabon ka nagar hai koi is ḳharabe men na divar na dar hai koi ja basa