Tumhaari Lan-Tarani Ke Karishme dekhe-Bhaale Hain
tumhari lan-tarani ke karishme dekhe-bhale hain chalo ab samne aa jaao ham bhi aankh vaale hain na kyunkar rashk-e-dushman se
tumhari lan-tarani ke karishme dekhe-bhale hain chalo ab samne aa jaao ham bhi aankh vaale hain na kyunkar rashk-e-dushman se
so hashr men liye dil-e-hasrat ma.aab men abad ho raha huun jahan-e-ḳharab men ham apni be-qarari-e-dil se hain be-qarar amezish-e-sukun
nazzara jo hota hai lab-e-bam tumhara duniya men uchhalta hai bahut naam tumhara darban hai na hai ghair-e-bad-anjam tumhara kaam
qasid nai ada se ada-e-payam ho matlab ye hai ki baat na ho aur kalam ho baaqi hai shauq raah
saqi-o-vaiz men zid hai bada-kash chakkar men hai tu ba-lab pur aur lab duuba hua saghar men hai rok le
yahan baghair-fughan shab basar nahin hoti vahan asar nahin hota ḳhabar nahin hoti ḳhalish jigar men hai dil ko ḳhabar
ai dil na sun afsana kisi shoḳh hasin ka na-aqibat-andesh rahega na kahin ka duniya ka raha hai dil-e-nakam na
kashish-e-husn ki ye anjuman-arai hai saari duniya tire kuche men simaT aai hai dard ne khoe hue dil ki jagah
ishq karte hain to ahl-e-ishq yuun sauda karen hosh ka sarmaya nazr-e-husn-e-be-parva karen ham na hon lekin zamane men hamara
kyuun chup hain vo be-bat samajh men nahin aata ye rang-e-mulaqat samajh men nahin aata kya dad-e-suḳhan ham tumhen den