• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bante Khel Bigad Jate Hain dhire dhire

Bante Khel Bigad Jate Hain dhire dhire

akhtar-malik

bante khel bigaḌ jaate hain dhire dhire

saare log bichhaḌ jaate hain dhire dhire

sapnon se mat ji bahlao dekho logo

sapne pichhe paḌ jaate hain dhire dhire

zabt karo to behtar hai divano varna

aansu zor pakaḌ jaate hain dhire dhire

jitna hota hai ‘aḳhtar’ koi kisi ke paas

itne fasle baḌh jaate hain dhire dhire

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dur Aur Pas Ke Satae Hain

kaDi Thi Dhup Sar Chakra Raha Tha

Wahi Dilon Ko Shikast Karna Wahi Sawal-O-Jawab Karna

Ye Roz-O-Shab Ki Masafat Ye Aana Jaana Mera

Usne Ek Bar Bhi Puchha Nahin Kaisa Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet