Chashm-E-Mai-Gun Wahan Sharab Laziz
chashm-e-mai-gun vahan sharab laziz dil-e-sozan yahan kabab laziz lab-e-shirin ke bose paae hain ham ne dekha hai aaj khvab laziz
chashm-e-mai-gun vahan sharab laziz dil-e-sozan yahan kabab laziz lab-e-shirin ke bose paae hain ham ne dekha hai aaj khvab laziz
bahar aa kar jo gulshan men vo gaaen to ghuncha har taraf chutki bajaen ye tum ko dekh kar gul
baam par aata hai hamara chand asman se kare kinara chand aap hi ki talash men sahab gardishen karta hai
apne qasid ko saba bandhte hain sach hai shaer bhi hava bandhte hain phir sar-e-dast mira khuun hoga phir vo
dil hi mera faqat hai matlab ka ya jigar bhi hai aap ke dhab ka qais o farhad se main
dam-e-yar ta-nazaa bhar lijiye ‘sakhi’ zindagi tak to mar lijiye diya dil to kahne lage phenk kar kaleje men apne
ham pe jaur-o-sitam ke kya maani tark-e-rahm-o-karam ke kya maani aish-o-ishrat se gham ke kya maani farbahi hai diram ke
hai chaman men rahm gulchin ko na kuchh sayyad ko ab khuda hi shaad rakkhe bulbul-e-nashad ko sujhti thi koh-o-sahra
dil use de diya ‘sakhi’ hi to hai marhaba parvarish-e-ali hi to hai dil diya hai dilavari hi to hai
in ko nafrat ise kya kahte hain ham ko raghbat ise kya kahte hain naqd-e-dil le ke hamara na diya