• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahaar Aa Kar Jo Gulshan Mein Wo Gaen

Bahaar Aa Kar Jo Gulshan Mein Wo Gaen

poet

bahar aa kar jo gulshan men vo gaaen

to ghuncha har taraf chutki bajaen

ye tum ko dekh kar gul phuul jaaen

ki jaame men na phir phule samaen

mile rasta to su-e-charkh jaaen

kahan tak is zamin par khaak udaen

misal-e-shama us par lau lagaen

sahar tak shaam se aansu bahaen

mire marne se ye andher ka sog

kaho missi malen surma lagaen

chaman men us se ham-chashmi ye diida

tiri ankhen na nargis phuut jaaen

khuda ke paas kya jaenge zahid

gunah-garon se jab ye baar paaen

taraddud phuul ka kis vaste hai

miri turbat pe vo tevri chadhaen

mire lashe ko kandha de ke bole

chalo turbat men ab tum ko sulaen

‘sakhi’ rote hi rote dam nikal jaae

faraghat ho kahin ganga nahaen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Rukhsat Ai Ham-Safaro Shahar-E-Nigar Aa Hi Gaya

Kisi Ke Hath Kahan Ye KHazana Aata Hai

zehra-nigaah

Ek Ke Ghar Ki Khidmat Ki Aur Ek Ke dil Se Mohabbat Ki

Phir Tere Qaul-O-Qasam Yaad Aae

Kabhi Harif Kabhi Ham-Nawa Hamin Thahre

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet