Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein
usi ki raushni rahti hai is qadar mujh men jo us ke laut ke aane ki hai khabar mujh men
usi ki raushni rahti hai is qadar mujh men jo us ke laut ke aane ki hai khabar mujh men
tum se jaana ki ik kitab huun main harf-dar-harf la-javab huun main hasrat-e-mausam-e-gulab huun main sach na ho paega vo
sapan kitna salona chahti thi tiri mahbub hona chahti thi ye mohlat hi nahin di zindagi ne main tere saath
phir tira intizar dekhenge dil ko phir be-qarar dekhenge phuul khilne se pahle aa jaao aaj mil kar bahar dekhenge
nain to baar baar bhar jaaen kaise naghme bahar ke gaaen tera ehsas kho gaya ham se ab tujhe dhundne
phir tire reshmi lab mujh ko manane aae pyaas janmon ki phir ik baar bujhane aae yaad se us ki
ghar se nikle the aarzu kar ke aaj dil laaen ge rafu kar ke saare khane mahak uthe dil ke
bahut socha kiye kya zindagi hai faqat ik dhund men avargi hai tabiat men jo ye shaistagi hai tumhare naam
mukhtalif hain miri bahar ke rang kuchh mire apne kuchh udhar ke rang aaj yaksar bahar le aai mere dil
kya karishma tha khudaya der tak khud ko kho kar khud ko paaya der tak chhu ke lauta jab tujhe