• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahut Socha Kiye Kya Zindagi Hai

Bahut Socha Kiye Kya Zindagi Hai

neena-sahar

bahut socha kiye kya zindagi hai

faqat ik dhund men avargi hai

tabiat men jo ye shaistagi hai

tumhare naam se vabastagi hai

kureda baad barson ke to dekha

mire zakhmon men ab bhi tazgi hai

kisi ke saath huun aise azal se

samundar saath jaise tishnagi hai

mire khvabon men apna ghar bana lo

nagar men ab kahan pakizgi hai

koi mausam na laega savera

tumhare zehn men gar tirgi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera Panw Zer-E-Zamin Hai Pas-E-Asman Mera Hath Hai

Dil Laraz Raha Hai Kyun Is Ke KHat Ko Pa Kar Bhi

Tishna-Kaamon Ko Yahan Kaun Subu Deta Hai

poet

Khuda Khuda Kar Ke Aae Bhi Wo To Munh Lapete Pade Hue Hain

Ab Is Se baDh Ke Mujhe Aur Kya Suhulat Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet