Subhen Kaisi Aag Lagane Wali Thin

sub.heñ kaisī aag lagāne vaalī thiiñ shāmeñ kaisī dhuāñ uThāne vaalī thiiñ kaisā athāh samundar thā vo ḳhayāloñ kā maujeñ

Dil Ki Lagi Rah Jaegi

dil kī lagī rah jā.egī koī kamī rah jā.egī sho.ale to bujh jā.eñge aag dabī rah jā.egī sūkhe patte bikhreñge