Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-tariq

Aarzi Rahaton Ke Qail Hain

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Tariq
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

aarzi rahaton ke qaail hain

log asaishon ke qaail hain

main samajhta tha aap ko apna

aap to sainkadon ke qaail hain

yaar to aib hi talashenge

aap kyon khamiyon ke qaail hain

kaafi mushkil hai aap tak pahunchen

ranj bas shairon ke qaail hain

tum ko hairat nahin hui ‘ahmad’

talkh kante gulon ke qaail hain

More Poems

Kanch Ke Pichhe Chand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi

Ushshaq Tere Sab The Par Zar Tha So Main Tha

Pyari Pyari Sun Pyar Kiye

Aankhon Mein Kisi Yaad Ka Ras Ghol Rahi Hun

dard Se dil Ne Wasta Rakkha

Qayam-e-dair-O-Tawaf-e-Haram Nahin Karte

Kya Puchhte Ho Shahr Mein Ghar Aur Hamara

Munh Banae Hue Phirta Hai Wo Kal Se Humse

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.