Bayan Apni Haqiqat Kar Raha Hun bayan apni haqiqat kar raha huun vo kahte hain shikayat kar raha huun kabhi un se kahi thi baat koi magar ab tak vazahat kar raha huun bila maqsad nahin ye dekhna bhi kisi ko khubsurat kar raha huun
Leave a Reply