• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Bhul Jao Ki Dar Jaegi Meri KHushbu

Ye Bhul Jao Ki Dar Jaegi Meri KHushbu

ye bhuul jaao ki Dar ja.egi miri ḳhushbu

har ek samt ko mahka.egi miri ḳhushbu

yahan vahan ye uḌegi par apni marzi se

hava ke ruḳh se na ghabra.egi miri ḳhushbu

main apne baagh men jab phuul ban ke mahkunga

tumhare tak bhi pahunch ja.egi miri ḳhushbu

ye titliyan koi tufan bikher de varna

isi qafas men simaT ja.egi miri ḳhushbu

mujhe bhi vaqt ki andhi ka ilm hai ‘ulfat’

magar ye sach hai ki shab aa.egi miri ḳhushbu

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Nindon Ka Bahana Chahti Hun

poet

Zulmat-E-Dahr Ka Ehsan Utara Jae

Aankh Mein KHwab Zamane Se Alag Rakkha Hai

poet

Nakaam Muzakaraat

poet

Zamane Mein Fasana Ban Gai Diwangi Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet