• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ayaadat Hoti Jati Hai Ibaadat Hoti Jati Hai

Ayaadat Hoti Jati Hai Ibaadat Hoti Jati Hai

meena-kumari-naz

ayadat hoti jaati hai ibadat hoti jaati hai

mire marne ki dekho sab ko aadat hoti jaati hai

nami si aankh men aur hont bhi bhige hue se hain

ye bhiga-pan hi dekho muskurahat hoti jaati hai

tere qadmon ki aahat ko ye dil hai dhundta har dam

har ik avaz par ik thartharahat hoti jaati hai

ye kaisi yaas hai rone ki bhi aur muskurane ki

ye kaisa dard hai ki jhunjhunahat hoti jaati hai

kabhi to khub-surat apni hi ankhon men aise the

kisi gham-khana se goya mohabbat hoti jaati hai

khud hi ko tez nakhunon se haae nochte hain ab

hamen allah khud se kaisi ulfat hoti jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Hai Jeb-O-Daman Par Garan Apni Jagah

bilqis-zafirul-hasan

Kis Ne Kaha Kisi Ka Kaha Tum Kiya Karo

Sufi

Yaad Aa Jati Hai Jab Saqi Ke Aa Jaane Ki Tarah

miTa Ke Anjuman-E-Arzu Sada Di Hai

baiTha Hun Waqf-E-Matam-E-Hasti miTa Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet