Yaad Aaenge Zamane Ko Misalon Ke Liye
yaad ā.eñge zamāne ko misāloñ ke liye jaise bosīda kitābeñ hoñ havāloñ ke liye dekh yuuñ vaqt kī dahlīz se
yaad ā.eñge zamāne ko misāloñ ke liye jaise bosīda kitābeñ hoñ havāloñ ke liye dekh yuuñ vaqt kī dahlīz se
dil ke ghaao jab ā.ankhoñ meñ aate haiñ kitne hī zaḳhmoñ ke shahr basāte haiñ karb kī hā-hā-kār liye jismoñ
yādoñ kā ajiib silsila hai soyā huā dard jaag uThā hai miT bhī chuke naqsh-e-pā magar dil mahkī huī chaap
ham vaqt ke ham-safar hī Thahre kab tak koī apne ghar hī Thahre hai kokh koī sadaf nahīñ hai lāzim
do ghaḌī baiThe the zulf-e-ambarīñ kī chhāñv meñ chubh gayā kāñTā dil-e-hasrat-zada ke paañv meñ kam nahīñ haiñ jab ki
dekh kar us hasīn paikar ko nashsha sā aa gayā samundar ko Doltī Dagmagātī sī naav pī ga.ī aa ke
koī manzar bhī suhānā nahīñ rahne dete aañkh meñ rañg-e-tamāshā nahīñ rahne dete chahchahāte hue panchhī ko uḌā dete haiñ
havās luuT liye shorish-e-tamannā ne harī rutoñ ke liye ban ga.e haiñ dīvāne badalte der nahīñ lagtī ab haqīqat ko
yādoñ kā ajiib silsila hai soyā huā dard jaag uThā hai miT bhī chuke naqsh-e-pā magar dil mahkī huī chaap
yahī hai daur-e-ġham-e-āshiqī to kyā hogā isī tarah se kaTī zindagī to kyā hogā abhī to ham-nafasoñ ko hai vahm-e-chāragarī