• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Manzar Bhi Suhana Nahin Rahne Dete

Koi Manzar Bhi Suhana Nahin Rahne Dete

koi manzar bhi suhana nahin rahne dete

aankh men rang-e-tamasha nahin rahne dete

chahchahate hue panchhi ko uḌa dete hain

kisi sar men koi sauda nahin rahne dete

raushni ka koi parcham jo uTha kar nikle

is tarah daar ko zinda nahin rahne dete

kya zamana hai ye kya log hain kya duniya hai

jaisa chahe koi vaisa nahin rahne dete

kya kahen dida-varo ham to vo dariya-dil hain

kabhi sahil ko bhi pyasa nahin rahne dete

rahzanon ka vahi manshur hai ab bhi ‘farigh’

sar-kashida koi jaada nahin rahne dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kas-O-Na-Kas Hain Bahut Dast-E-Talab Ke Aage

Be-Kar Bhi Is Daur Mein Be-Kar Nahin Hai

poet

Rone Mein Abr-E-Tar Ki Tarah Chashm Ko Mere Josh Hai

Ishq Mein Kya Hathon Se Kisi Ke Daman-E-Hasti chhuT Gaya

Kya Badal Doge Tum Ek Nazar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet