• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Raat aaKHiri Lori Sunane Wali Hai

Ye Raat aaKHiri Lori Sunane Wali Hai

ye raat aḳhiri lori sunane vaali hai

main thak chuka huun mujhe niind aane vaali hai

hansi mazaq ki baten yahin pe ḳhatm huiin

ab is ke ba.ad kahani rulane vaali hai

akela main hi nahin ja raha huun basti se

ye raushni bhi mire saath jaane vaali hai

jo naqsh ham ne bana.e the sirf vo hi nahin

hava-e-dasht hamen bhi miTane vaali hai

abhi to koi bhi nam-o-nishan nahin us ka

hamen jo mauj kinare lagane vaali hai

har ek shaḳhs ka ye haal hai ki jaise yahan

zamin aḳhiri chakkar lagane vaali hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ameer-pasha

Zard Chehron Pe Shadmani de

Libas-E-Chaak Mein Aiwan Ke Aage Nahin Jati

poet

Fareb-E-Ulfat Ki Dastan Mein Asar Ki Ummid Hi Kahan Hai

poet

Ada Se Dekh Lo Jata Rahe Gila Dil Ka

naz-butt

Gulabi Barish

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet