• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad Aaenge Zamane Ko Misalon Ke Liye

Yaad Aaenge Zamane Ko Misalon Ke Liye

yaad a.enge zamane ko misalon ke liye

jaise bosida kitaben hon havalon ke liye

dekh yuun vaqt ki dahliz se Takra ke na gir

raste band nahin sochne valon ke liye

aao ta.amir karen apni vafa ka ma.abad

ham na masjid ke liye hain na shivalon ke liye

salha-sal aqidat se khula rahta hai

munfarid rahon ka aghosh jiyalon ke liye

raat ka karb hai gulbang-e-sahar ka ḳhaliq

pyaar ka giit hai ye dard ujalon ke liye

shab-e-furqat men sulagti hui yadon ke siva

aur kya rakkha hai ham chahne valon ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Kis Ka Munh Band Karoge Kis Kis Ko Samjhaoge

poet

Bulbul To Bahut Hain Gul-E-Rana Nahin Koi

Ki KHud Insan Dhalta Ja Raha Hai

sahir-ludhianvi

Kya Jaanen Teri Ummat Kis Haal Ko Pahunchegi

Ji Raha Hun Pa Kya Yunhi Jita Rahun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet