• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hisar-E-Zat Mein Sara Jahan Hona Tha

Hisar-E-Zat Mein Sara Jahan Hona Tha

shabana-yousaf

hisar-e-zat men saara jahan hona tha

qarib aise tujhe meri jaan hona tha

tiri jabin pe shikan kyuun visal-lamhe men

mohabbaton ka yahan to nishan hona tha

tumhare chhune se kuchh raushni badan ko mili

vagarna us ko faqat rakh-dan hona tha

tumhari nafraton ne mitti men mila daala

jo khvab taara sa palkon ki shaan hona tha

bahut hi thodi thi dil men tumhare umr miri

thi khvab-zad mujhe dastan hona tha

bichhad gaya to ‘shabana’ malal kya karna

use bichhadna tha vahm o guman hona tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Rain-Basere Ke Siwa Kuchh Bhi Nahin

najma-shaheen-khosa

Kahin Pe Gard Kahin Par Hawa Banati Hun

poet

Jis Din Talak Asar Meri Aah-O-Fughan Mein Tha

mushafi-ghulam-hamdani

Ab Mujhko Gale Lagao Sahib

Ye Zor-O-Shor Sar-E-Abshaar Kaisa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet