• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rasa Ko dil Mein Rakhte Hain Rasa Ke Jaanne Wale

Rasa Ko dil Mein Rakhte Hain Rasa Ke Jaanne Wale

poet

‘rasa’ ko dil men rakhte hain ‘rasa’ ke janne vaale

vafa ki qadar karte hain vafa ke janne vaale

tiri tegh-e-ada khinchte hi apni jaan jaati hai

qaza se pahle marte hain qaza ke janne vaale

bhari hain shokhiyan lakhon tiri nichi nigahon men

hamin hain kuchh tiri sharm-o-haya ke janne vaale

miri fariyad sun kar kuchh unhen parva nahin hoti

nidar baithe hain ah-e-na-rasa ke janne vaale

‘rasa’ ko sab ne samjhaya magar samjha na kuchh zalim

hue majbur us mard-e-khuda ke janne vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Rasta Na Koi Dagar Hai Yahan

Apni Hi Aawargi Se Dar Gae

Aa Gaya Phir Ramazan Kya Hoga

Tir Jaise Kaman Se Nikla

Nala-E-Gham Shoala-Asar Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet