• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushbu Sa Koi Din to Sitara Si Koi Sham

KHushbu Sa Koi Din to Sitara Si Koi Sham

ḳhushbu sa koi din to sitara si koi shaam

bhejo to kabhi nuur ka dhara si koi shaam

poron se nikal kar ye kahan jaati hai jaane

aati hi nahin haath men paara si koi shaam

yadon ki havaon men baḌa zor tha shayad

hai bikhri paḌi paanv men gaara si koi shaam

rahti hai mire kamre men kui tiira udasi

ai sho.ala badan bhej sharara si koi shaam

is din ke samundar men jo shal hote hain baazu

aflak se aati hai kinara si koi shaam

ham roz hi dafnate hain bujhta hua suraj

phir DhunDne jaate hain sahara si koi shaam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Ab Jae Tere Pas Shikayat Le Kar

akhtar-ul-iman

Urus-Ul-Bilad

Gar Us Ka Silsila Bhi Umr-E-Jawedan Se Mile

Haalat Na Badlen to Isi Baat Pe Rona

poet

Barson Ashkon Se Wuzu Ka Silsila Karte Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet