• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Waqt Ke Ham-Safar Hi Thahre

Hum Waqt Ke Ham-Safar Hi Thahre

ham vaqt ke ham-safar hi Thahre

kab tak koi apne ghar hi Thahre

hai kokh koi sadaf nahin hai

lazim to nahin guhar hi Thahre

ji lenge vo lamha oḌh kar ham

ai kaash vo lamha bhar hi Thahre

unchi thiin uḌanen jin ki vo bhi

zindagi-e-bam-o-dar hi Thahre

is shahr men zindagi giran hai

jo Thahre vo daar par hi Thahre

suraj tha ki chand tha ki taare

sab jah-parast udhar hi Thahre

ham log vo varaq-pa hain ‘farigh’

jannat men bhi muḳhtasar hi Thahre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Itne Bhi Hum Kharab Na Hote Rahte

Darwaze Ke Andar Ek Darwaza Aur

poet

Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye

Patthar Ho Ki Faulad Ho Darne Ka Nahin Main

uDa Liye Hain Kuchh Arbab-E-Gulistan Ne to Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet