• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tishnagi Achchhi Nahin Rakhna Bahut

Tishnagi Achchhi Nahin Rakhna Bahut

kishwar-naheed

tishnagi achchhi nahin rakhna bahut

rauzan-e-gul se use takna bahut

dekh kar jis shakhs ko hansna bahut

sar ko is ke samne dhakna bahut

jis ki ankhon men na jhanka jaega

is ki hi tahrir ko padhna bahut

mauja-e-reg-e-ravan hai zer-e-ab

apni hasti dekh kar badhna bahut

barf ki manind jiina umr bhar

ret ki surat magar tapna bahut

umr bhar ki bandishen khvab-o-khayal

do qadam bhi saath hai chalna bahut

khastagi ‘nahid’ ban jaae na jurm

apni hasti dekh kar badhna bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mumkin Hi Na Thi KHud Se Shanasai Yahan Tak

Apne Chehre Par Bhi Chup Ki Rakh Mal Jaenge Hum

Andhere Ko Nigalta Ja Raha Hun

Tah-Ba-Tah Hai Raaz Koi Aab Ki Tahwil Mein

akhtar-hoshiyarpuri

Yak-Ba-Yak Mausam Ki Tabdili Qayamat dha Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet