• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usi Hasin Se Chaman Mein Bahaar Aaj Bhi Hai

Usi Hasin Se Chaman Mein Bahaar Aaj Bhi Hai

usi hasin se chaman men bahar aaj bhi hai

usi nazar se dilon ko qarar aaj bhi hai

jo tha sada se mira gham-gusar aaj bhi hai

juḌa usi se mire dil ka taar aaj bhi hai

guzar gaya mire arman ka karvan lekin

tire firaq ka uḌta ghubar aaj bhi hai

bas ek jalva-e-rangini-e-ada ke liye

ye chashm-e-shauq miri be-qarar aaj bhi hai

visal-e-yar ki ḳhushiyan thi chand lamhon ki

gham-e-habib se dil be-qarar aaj bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baiTha Tha Tan Ko Dhank Ke Jo Garm Shaal Se

Ek Lamha-E-Visal Tha Wapas Na Aa Saka

Kuchh Parindon Ko to Bas Do Chaar Dane Chahiyen

Hamare Doston Mein Koi Dushman Ho Bhi Sakta Hai

Zindagani Ka Koi Bab Samajh Lo laDki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet