• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aawara Aawara KHushbu Hum Dono

Aawara Aawara KHushbu Hum Dono

avara avara ḳhushbu ham dono

jaane kis din honge yaksu ham donon

taaza taaza phulon ki rut kahti hai

kar len kuchh tafrih lab-e-ju ham donon

phir kya shai hai maan.e saath nibhane men

rakhte to hain yaksan ḳhushbu ham donon

main chalta huun dil par aql-o-hosh pe to

jis ka toḌ nahin vo jaadu ham donon

apni apni pahchanon ke shaida.i

tariki men uḌte jugnu ham donon

Takra.e to TuTenge miT ja.enge

apne aap pe rakkhen qaabu ham donon

rasmon ke bandhan se baazu khulte to

azadi se uḌte har-su ham donon

us men rah kar us se bachna mushkil hai

duniya navak afgan aahu ham donon

tasviron ka album laao dekhen to

kitne the ḳhush-qamat ḳhush-ru ham donon

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

dil Mein Rakhta Hai Na Palkon Pe Bithata Hai Mujhe

Sufi

dub Jaana Mera Muqaddar Tha

Dil Tha Dulha, Duniya Dulhan

Ishq Ke Raste Chalte Chalte Hum Aise Majbur Hue

ahmad-kamran

Zinda Rahne Ka Taqaza Nahin Chhoda Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet