• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Do ghaDi baiThe the Zulf-E-Ambarin Ki Chhanw Mein

Do ghaDi baiThe the Zulf-E-Ambarin Ki Chhanw Mein

do ghaḌi baiThe the zulf-e-ambarin ki chhanv men

chubh gaya kanTa dil-e-hasrat-zada ke paanv men

kam nahin hain jab ki shahron men bhi kuchh viraniyan

kis tavaqqo par koi ja.ega ab sahraon men

kachchi kaliyan pakki faslen sar chhupa.engi kahan

aag shahron ki lapak kar aa rahi hai gaanv men

zaḳhm-e-nazzara hain jismon ki barhana Tahniyan

aise patjhaḌ men khilenge phuul kya ashaon men

kya kahun tul-e-shab-e-gham pal men sadiyan Dhal ga.iin

vaqt yuun guzra ki jaise aable hon paanv men

zindagi men aisi kuchh tughyaniyan aati rahin

bah ga.iin hain umr bhar ki nekiyan dariyaon men

jalte mausam men koi farigh nazar aata nahin

Dubta jaata hai har ik peḌ apni chhanv men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhagne Ka Koi Rasta Nahin Rahne dete

poet

dagh-E-Junun dimagh-E-Pareshan Mein Rah Gaya

Kaisi Aashufta-Sari Hai Ab Ke

Main Tere Shahr Mein Phirti Rahi Mari Mari

Nind Ke Badle Tasalli Hi Sahi Aati to Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet