Masala Aaj Mere Ishq Ka Tu Hal Kar De
mas.ala aaj mire ishq kā tū hal kar de pyaar kar TuuT ke mujh se mujhe pāgal kar de luuT
mas.ala aaj mire ishq kā tū hal kar de pyaar kar TuuT ke mujh se mujhe pāgal kar de luuT
ai kātib-e-taqdīr ye taqdīr meñ likh de bas us kī mohabbat mirī jāgīr meñ likh de de aisā junūñ jaisā
mohabbat kā ye ruḳh dekhā nahīñ thā vo yuuñ badlegā ye sochā nahīñ thā ajab hai sah ke zaḳhm-e-be-vafā.ī ye
ab zindagī ro ro ke guzāreñge nahīñ ham ye bojh to hai bojh utāreñge nahīñ ham tum ḳhud hī agar
na daulat kī talab thī aur na daulat chāhiye hai mohabbat chāhiye thī bas mohabbat chāhiye hai sahā jaatā nahīñ
haal meñ jiine kī tadbīr bhī ho saktī hai zindagī maazī kī tasvīr bhī ho saktī hai aas meñ us
hai vahī ek mere sivā aur maiñ donoñ tanhā haiñ merā ḳhudā aur maiñ hai ḳhulāsa mirī zindagī kā yahī
na.e mizāj kī tashkīl karnā chāhte haiñ ham apne aap ko tabdīl karnā chāhte haiñ qubūl tark-e-ta.alluq nahīñ hai lekin
thā pahlā safar us kī rifāqat bhī na.ī thī raste bhī kaThin aur masāfat bhī na.ī thī dil thā ki
koī ahd-e-vafā bhūlā huā huuñ nahīñ kuchh yaad kyā bhūlā huā huuñ ḳhabar-gīrī karūñgā kyā kisī kī maiñ ḳhud apnā