Kuchh Is Tarah Se Tasawwur Mein Aa Raha Hai Koi
kuchh is tarah se tasavvur meñ aa rahā hai koī charāġh ruuh meñ jaise jalā rahā hai koī koī kalīm
kuchh is tarah se tasavvur meñ aa rahā hai koī charāġh ruuh meñ jaise jalā rahā hai koī koī kalīm
aaj bhaḌkī rag-e-vahshat tire dīvānoñ kī qismateñ jāgne vaalī haiñ bayābānoñ kī phir ghaTāoñ meñ hai naqqāra-e-vahshat kī sadā Toliyāñ
tauba kī nāzishoñ pe sitam Dhā ke pī gayā ”pī”! us ne jab kahā to maiñ ghabrā ke pī gayā
ishq ko taqlīd se āzād kar dil se girya aañkh se fariyād kar baaz aa ai banda-e-husn-e-majāz yuuñ na apnī
rānā.i-e-kaunain se be-zār hamīñ the ham the tire jalvoñ ke talabgār hamīñ the hai farq talabgār o parastār meñ ai
ab kaho kārvāñ kidhar ko chale rāste kho ga.e charāg jale āñsuoñ meñ nahā ga.iiñ ḳhushiyāñ ruuTh kar jab vo
ye to nahīñ ki tum se mohabbat nahīñ mujhe itnā zarūr hai ki shikāyat nahīñ mujhe maiñ huuñ ki ishtiyāq
ham se ulfat jatā.ī jaatī hai be-qarārī baḌhā.ī jaatī hai dekh kar un ke lab pe ḳhanda-e-nūr niiñd sī ġham
dil kī raġhbat hai jab aap hī kī taraf kis liye aañkh uThtī kisī kī taraf kaisī uljhan he bāzī-gah-e-shauq
jo le ke un kī tamannā ke ḳhvāb niklegā ba-ijz-o-shauq ba-hāl-e-ḳharāb niklegā jo rañg baañT ke jaatā hai tinke tinke