Ai Ishq Tu Ne Waqif-E-Manzil Bana Diya
ai ishq tū ne vāqif-e-manzil banā diyā ab marhaloñ ko aur bhī mushkil banā diyā allāh-re shauq-e-qais kī jalva-tarāziyāñ akasr
ai ishq tū ne vāqif-e-manzil banā diyā ab marhaloñ ko aur bhī mushkil banā diyā allāh-re shauq-e-qais kī jalva-tarāziyāñ akasr
husn ne maan liyā qābil-e-tāzīr mujhe nazar aa.ī hai mohabbat kī ye taqsīr mujhe kyuuñ na ho bāda-e-sar-josh kī tauqīr
mai-e-kausar kā asar chashm-e-siyah-fām meñ hai sāqī-e-mast ajab kaif tire jaam meñ hai dekhiye faisla-e-yās-o-tamannā kyā ho sub.h-e-mahshar kī jhalak
jahāñ tak ishq kī taufīq hai rañgīñ banāte haiñ vo sunte haiñ ham un ko sar-guzasht-e-dil sunāte haiñ udhar haq-ul-yaqīñ
māyūs-e-azal huuñ ye maanā nākām-e-tamannā rahnā hai jaate ho kahāñ ruḳh pher ke tum mujh ko to abhī kuchh kahnā
har saañs hai sharh-e-nākāmī phir ishq ko rusvā kaun kare takmīl-e-vafā hai miT jaanā jiine kī tamannā kaun kare jo
kūcha-gardī meñ javānī jā.egī ḳhaak ho kar zindagānī jā.egī miT nahīñ saktā hamāre dil kā daaġh qabr meñ bhī ye
ab koī ġham-gusār hamārā nahīñ rahā duniyā ko e’tibār hamārā nahīñ rahā is fart-e-ġham meñ ḳhuun ke aañsū Tapak paḌe
phir e’tibār-e-ishq ke qābil nahīñ rahā jo dil tirī nazar se girā dil nahīñ rahā nashtar chubho.e ab na pashemānī-e-nigāh
kyā kahiye dāstān-e-tamannā badal ga.ī un kī badalte hī duniyā badal ga.ī ye daur-e-inqilāb hai ḳhud-noshiyoñ kā daur har mai-kade