• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har sans Hai Sharh-E-Nakaami Phir Ishq Ko Ruswa Kaun Kare

Har sans Hai Sharh-E-Nakaami Phir Ishq Ko Ruswa Kaun Kare

har saans hai sharh-e-nakami phir ishq ko rusva kaun kare

takmil-e-vafa hai miT jaana jiine ki tamanna kaun kare

jo ghafil the hushiyar hue jo sote the bedar hue

jis qaum ki fitrat murda ho us qaum ko zinda kaun kare

har sub.h kaTi har shaam kaTi bedad sahi uftad sahi

anjam-e-mohabbat jab ye hai is jins ka sauda kaun kare

hairan hain nigahen dil be-ḳhud mahjub hai husn-e-be-parva

ab arz-e-tamanna kis se ho ab arz-e-tamanna kaun kare

fitrat hai azal se pabandi kuchh qadr nahin azadi ki

nazron men hain dilkash zanjiren ruḳh janib-e-sahra kaun kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek KHwab Chhan Se TuT Ke Aankhon Mein gaD Gaya

Aap Danista Jo Katra Ke Guzar Jate Hain

haidar-ali-aatish

Bulbul Ko Khaar Khaar-E-dabistan Hai In dinon

afzal-ahmad-syed

Ek Ladki

Azm-E-Buland Jo Dil-E-Bebak Mein Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet