Ek KHwab Ka KHayal Hai Duniya Kahen Jise
ik ḳhvāb kā ḳhayāl hai duniyā kaheñ jise hai is meñ ik tilism tamannā kaheñ jise ik shakl hai tafannun-e-taba-e-jamāl
ik ḳhvāb kā ḳhayāl hai duniyā kaheñ jise hai is meñ ik tilism tamannā kaheñ jise ik shakl hai tafannun-e-taba-e-jamāl
ho ke āshiq jaan marne se churā.e kis liye mard-e-maidāñ jo na ho maidāñ meñ aa.e kis liye jo dil-o-īmāñ
duniyā meñ baqā nahīñ kisī ko marnā ik roz hai sabhī ko vo kaun hai jo hai aib se paak
maiñ ne un se jo kahā dhyān mirā kuchh bhī nahīñ haa.e kis naaz se hañs hañs ke kahā kuchh
batā.eñ kyā amal ishq-e-haqīqī kā kahāñ tak hai zamīñ kyā āsmāñ tak hai makāñ kyā lā-makāñ tak hai ta.ayyun se
qais kā tujh meñ junūñ jazba-e-mansūr nahīñ varna manzil-gah-e-dildār to kuchh duur nahīñ koh-o-vādī vahī bijlī vahī be-hoshī bhī jalva
ushshāq meñ naam ho chukā hai ‘kaifī’ badnām ho chukā hai kyā pūchhte ho marīz-e-ġham ko kaam us kā tamām
ik tilism-e-ajab-numā huuñ maiñ kyā batā.ūñ tumheñ ki kyā huuñ maiñ hai zavāl apnā ik nishān-e-kamāl bado kī tarah ghaT
qismat bure kisī ke na is tarah laa.e din aafat na.ī hai roz musībat hai aa.e din din san ye
mere rone par hañsī achchhī nahīñ bas jī bas ye dil-lagī achchhī nahīñ dil lagī kā bhī na ronā ho