Poet Name: Akhtar Shirani
Basti Ki Ladkiyon Ke Nam
chal ai nasim-e-sahra ruh-o-ravan-e-sahra mera payam le ja su-e-butan-e-sahra sahrai mahvashon ki khidmat men ja ke kahna bhule nahin tumhen
Barkha-Rut
asman par chha raha hai abr-paron ka hujum! nau-baharon ka hujum aah ye rangin avara nazaron ka hujum kohsaron ka
Badnam Ho Raha Hun
faryadi-e-jafa-e-ayyam ho raha huun pamal-e-jaur-e-bakht-e-nakam ho raha huun sargashta-e-khayal-e-anjam ho raha huun basti ki ladkiyon men badnam ho raha huun
Ai Ishq Kahin Le Chal
ai ishq kahin le chal is paap ki basti se nafrat-gah-e-alam se laanat-gah-e-hasti se in nafs-paraston se is nafs-parasti se
Ai Ishq Hamein Barbaad Na Kar
ai ishq na chhed aa aa ke hamen ham bhule huon ko yaad na kar pahle hi bahut nashad hain
Aansu
mere pahlu men jo bah nikle tumhare aansu ban gae sham-e-mohabbat ke sitare aansu dekh sakta hai bhala kaun ye
Anguthi
chhupaun kyuun na dil men khatim-e-gauhar-nigar us ki yahi le de ke mere paas hai ik yadgar us ki ye
Wo Kahte Hain Ranjish Ki Baaten Bhula den
vo kahte hain ranjish ki baten bhula den mohabbat karen khush rahen muskura den ghurur aur hamara ghurur-e-mohabbat mah o
Wo Kabhi Mil Jaen To Kya Kijiye
vo kabhi mil jaaen to kya kijiye raat din surat ko dekha kijiye chandni raton men ik ik phuul ko