Nama-E-Jaanan
muddaton baad mila nama-e-janan lekin na koi dil ki hikayat na koi pyaar ki baat na kisi harf men mahrumi-e-jan
muddaton baad mila nama-e-janan lekin na koi dil ki hikayat na koi pyaar ki baat na kisi harf men mahrumi-e-jan
mujh se pahle tujhe jis shakhs ne chaha us ne shayad ab bhi tira gham dil se laga rakkha ho
ai siyah-fam hasina tira uryan paikar kitni pathrai hui ankhon men ghaltida hai jaane kis daur-e-alama-nak se le kar ab
mire ghanim ne mujh ko payam bheja hai ki halqa-zan hain mire gird lashkari us ke fasil-e-shahr ke har burj
mayurka ke sahilon pe kis qadar gulab the ki khushbuen thi be-tarah ki rang be-hisab the tunuk-libasiyan shanavaron ki thiin
tum apne aqidon ke neze har dil men utare jaate ho ham log mohabbat vaale hain tum khanjar kyuun lahrate
roz jab dhuup pahadon se utarne lagti koi ghatta hua badhta hua bekal saaya ek divar se kahta ki mire
ham khvabon ke byopari the par is men hua nuqsan bada kuchh bakht men dheron kalak thi kuchh ab ke
itni muddat dil-e-avara kahan tha ki tujhe apne hi ghar ke dar-o-bam bhula baithe hain yaad yaron ne to kab
huzur aap aur nisf shab mire makan par huzur ki tamam-tar balaen meri jaan par huzur khairiyat to hai huzur