• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mat Qatl Karo Aawazon Ko

Mat Qatl Karo Aawazon Ko

ahmad-faraz

tum apne aqidon ke neze

har dil men utare jaate ho

ham log mohabbat vaale hain

tum khanjar kyuun lahrate ho

is shahr men naghme bahne do

basti men hamen bhi rahne do

ham palanhar hain phulon ke

ham khushbu ke rakhvale hain

tum kis ka lahu piine aae

ham pyaar sikhane vaale hain

is shahr men phir kya dekhoge

jab harf yahan mar jaega

jab tegh pe lai kat jaegi

jab sher safar kar jaega

jab qatl hua sur sazon ka

jab kaal pada avazon ka

jab shahr khandar ban jaega

phir kis par sang uthaoge

apne chehre ainon men

jab dekhoge dar jaoge

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sheikh-ibrahim-zauq

dariya-E-Ashk Chashm Se Jis Aan Bah Gaya

Sukhe Patte uDa Raha Hoga

Uske Hathon Mein Wo Tasir-E-Masihai Thi

poet

Hath Se Haihat Kya Jata Raha

Bayaz-E-Kohna Mein Jiddat Bhari Tahrir Rakhni Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet