• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gila Nahin Jo Wo Begana-War Guzre Hain

Gila Nahin Jo Wo Begana-War Guzre Hain

gila nahin jo vo begana-var guzre hain

ham aise ahl-e-suḳhan be-shumar guzre hain

taras na khaao miri shiddat-e-tabahi par

ki umr bhar yahi lail-o-nahar guzre hain

tamam-umr raha ḳhauf-e-na-pazira.i

jidhar se guzre hain divana-var guzre hain

hamin se tazkira-e-qahat-e-ashiqan tauba

hamin to kal tire kuche se yaar guzre hain

rahin-e-vaz-e-buzurgan hai apna dil ya.ani

tire hi shahr men tujh se hazar guzre hain

hamara naam bhi rakhiye fasana-ḳhvanon men

ki ham bhi apne savaneh-nigar guzre hain

ham apne josh-e-tamanna men bhuul baiThe the

ki ham se aur bhi ummid-var guzre hain

is anjuman men tujhe kaun puchhta ‘ali’

hazar tujh se gharib-ud-dayar guzre hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Komal Pad-Gamini Ki Aahat To Suno

Main Gharq Wahan Pyas Ke Paikar Ki Tarah Tha

abdussamad-tapish

Patte Patte Se Naghma-Sara Kaun Hai

poet

Ab Zindagi Mein Hosh Ka Imkan to Gaya

Ab Hasti-E-KHarab Ka Aalam Sanwar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet