• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Ye Har-Su Falak Manzar Khade Hain

Jo Ye Har-Su Falak Manzar Khade Hain

rahat-indori

jo ye har-su falak manzar khade hain

na jaane kis ke pairon par khade hain

tula hai dhuup barsane pe suraj

shajar bhi chhatriyan le kar khade hain

unhen namon se main pahchanta huun

mire dushman mire andar khade hain

kisi din chand nikla tha yahan se

ujale aaj tak chhat par khade hain

ujala sa hai kuchh kamre ke andar

zamin-o-asman bahar khade hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Subhen Kirnen Tha Main, Phir Bhi Shamein Phir Bhi Raat

Masarrat Mein Bhi Hai Pinhan Alam Yun Bhi Hai Aur Yun Bhi

shahryar

Naya Amrit

Nam Par Harf Na Aane Dije

afzal-ahmad-syed

Bahut Na Hausala-e-Izz-O-Jah Mujhse Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet