Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-faraz

Safed Chhadiyan

  • Nazm
  • Classic Poet
  • Poet: Ahmad Faraz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

janam ka andha

jo soch aur sach ke raston par

kabhi kabhi koi khvab dekhe

to khvab men bhi

azaab dekhe

ye shahrah-e-hayat jis par

hazar-ha qafile ravan hain

sabhi ki ankhen

har ek ka dil

sabhi ke raste

sabhi ki manzil

isi hujum-e-kashan-kashan men

tamam chehron ki dastan men

na naam mera

na zaat meri

mira qabila

safed chhadiyan

More Poems

Aagahi Ka Jal

Rahe Na Ek Bhi Bedad-Gar Sitam Baqi

dil Mein Mere Phir Khayal Aata Hai Aaj

Hu da Jama Pahan Karahan Ism Kamawan Zati Hu

Ishq To Mushkil Hai Ai dil Kaun Kahta Sahl Hai

Pasine Se Mere Ab To Ye Rumal

Salaha Az Pae-Maqsud Ba-Jaan Gardidem

Har Koi dil Ki Hatheli Pe Hai Sahra Rakkhe

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.