Pichhle Pahar Ki dastak
tire shahr ki sard galiyon ki aahat mire khuun men sarsarai main chaunka yahan kaun hai main pukara magar duur
tire shahr ki sard galiyon ki aahat mire khuun men sarsarai main chaunka yahan kaun hai main pukara magar duur
kisi bhule naam ka zaiqa kisi zard din ki giraft men kisi khoe khvab ka vasvasa kisi gahri shab ki
kabhi vaqt ki saans men hont uljha ke dekhe hain tum ne ki is bad-guman mausamon ke mughanni ki tanen
jaane kin rahguzaron se daude chale aate hain lashen bhanbhodte, bu sunghte baith gae hain log ki baithe huon ko
hava jab tez chalti hai shikasta khvab jab matiyale raston par murad-e-amn pakadte hain jhuki shakhon ke honton par kisi
maan kahti hai jab tum chhote the to aise achchhe the sab abad gharon ki maaen peshani par bosa dene
pakki gandum ke khoshon men umadte din ke deron men andhere ki ghani shakhon parindon ke baseron men thake badal
ek khvab-e-hazimat duniya ek aahat davam khvahish ki ek jodi qadim hathon ki aur ankhon ke band farghul men ek
ham teri sub.hon ki os men bhigi ankhon ke saath dinon ki is basti ko dekhte hain ham tere khush-ilhan
din nikalte hain bikhar jaate hain shahr baste hain ujad jaate hain dastaken ahani darvaze par sar ko takra ke