• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumko Agar Hamari Mohabbat Nahin Rahi

Tumko Agar Hamari Mohabbat Nahin Rahi

poet

tum ko agar hamari mohabbat nahin rahi

ham ko bhi ab adu se adavat nahin rahi

har ik ada pe marne ki aadat nahin rahi

vo dil nahin raha vo tabiat nahin rahi

mazmun-e-muddaa abhi dil men hi tha mire

kahte hain ab to tab-e-samaat nahin rahi

vaan hai vahi vufur-e-itab-o-jafa-o-qahr

yaan naaz bhi uthane ki taqat nahin rahi

be-shak naqab-e-rukh se uthaya kisi ne aaj

zulmat-kade men mere jo zulmat nahin rahi

‘mushtaq’ tere ishq ki hai dhuum aj-kal

ab qais-o-kohkan ki vo shohrat nahin rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Dil-Katha Hai Adakar Tere Bas Mein Nahin

Ai Shahr-E-KHirad Ki Taza Hawa Wahshat Ka Koi Inam Chale

anjum-rehbar

Sath Chhute The Sath Chhute Hain

zafar-iqbal

Jahan Nigar-E-Sahar Pairahan Utarti Hai

dagh-dehlvi

In Aankhon Ne Kya Kya Tamasha Na dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet