Kis Se Ahwal Kahun Apna Main Ai Yar Ki Tu
kis se ahval kahun apna main ai yaar ki tu mil ke aghyar se mujh se hai bezar ki tu
kis se ahval kahun apna main ai yaar ki tu mil ke aghyar se mujh se hai bezar ki tu
chutkiyan li hi ki uth baith jo mar jaae koi ai sitamgar tire hathon se kidhar jaae koi kyuun ki
bas khak-e-qadam dijiye takrar bahut ki mitti miri is khaak ne hi khvar bahut ki chaid mujh ko tujhe riijh
dikhla do naqsh pa-e-rasul-e-amin ko ta-mashq sajda ho mire lauh-e-jabin ko ai ah-e-dil jo jaave to arsh-e-barin ko kahiyo salam
baagh men jab ki vo dil khun-kun-e-har-gul pahunche bilbilati hui gulzar men bulbul pahunche sadma-e-sham-e-ajal mujh ko na bilkul pahunche
aankhon men muravvat tiri ai yaar kahan hai puchha na kabhu mujh ko vo bimar kahan hai nau khat to
dil diya tab ki bahut zulf-e-rasa ne chaha aap farmate hain yuun us ki bala ne chaha ta-dam-e-marg na hon
dil to hazir hai agar kijiye phir naaz se ramz hain tire naaz ke sadqe isi andaz se ramz ramz-o-ima-o-kinae
dilbar ye vo hai jis ne dil ko dagha diya hai ai chashm dekh tujh ko main ne sujha diya
dosh-ba-dosh dosh tha mujh se but-e-karishma-kosh parda dar khiyam-e-aql-e-rakhna-gar harim-e-hosh ghaza ba-ru misi ba-lab paan ba-dahan hina ba-kaf silk-e-durr-e-adan basar