Ai Qalamkar Mere Harf-E-Sadaqat Likhna
ai qalamkār mire harf-e-sadāqat likhnā varna be-kār hai mazmūn-e-balāġhat likhnā adl biktā hai jahāñ sikkoñ kī jhankāroñ meñ mustahab un
ai qalamkār mire harf-e-sadāqat likhnā varna be-kār hai mazmūn-e-balāġhat likhnā adl biktā hai jahāñ sikkoñ kī jhankāroñ meñ mustahab un
nafrat ke silsile ye adāvat ke silsile jaane kahāñ ga.e vo uḳhuvvat ke silsile merī sabhī duāoñ kā ulTā asar
hisār-e-zāt se nikal ke be-kanār ham hue zamīn-o-āsmāñ kā nuqra.ī ġhubār ham hue rahī na garmī-e-vafā diloñ meñ ab haiñ
dil meñ balā-e-ishq kā āzār bhī to ho dast-e-vafā pe bai’at-e-dildār bhī to ho dekhe haiñ ham ne ġhāzī-e-guftār hī
buland hausle aalī janāb rakhte haiñ ham apnī palkoñ pe raushan se ḳhvāb rakhte haiñ hazīmatoñ kā kahīñ bhī to
bahut gumnām huuñ ashhar nahīñ huuñ maiñ ik darvesh huuñ zar-gar nahīñ huuñ faqat tāzīm ke laa.eq ḳhudā hai tirī
vahī andāz purāne nahīñ jiddat koī nayā lahja nahīñ ab zer-e-samā.at koī lai na.ī aur nayā āhañg uThā naġhma-tarāz jaag
mard-e-maidāñ ho to kyoñ katrā rahe ho jañg se kab talak ḳhar-mastiyāñ yūñhī rabāb-o-chañg se be-hisī oḌhe hue kab tak
daroġh-go yahāñ paikar sabhī ra.ūnat ke jahāñ meñ anqā hue aa.ine sadāqat ke paḌā hai kaal tire shahr meñ to