dil Talabgar-E-Naz-E-Mah-Wash Hai
dil talabgar-e-naz-e-mah-vash hai lutf us ka agarche dilkash hai mujh suun kyuun kar milega hairan huun shokh hai bevafa hai
dil talabgar-e-naz-e-mah-vash hai lutf us ka agarche dilkash hai mujh suun kyuun kar milega hairan huun shokh hai bevafa hai
dil hua hai mira kharab-e-sukhan dekh kar husn-e-behijab-e-sukhan bazm-e-maani men sarkhushi hai use jis kuun hai nashsha-e-sharab-e-sukhan rah-e-mazmun-e-taza band nahin
dil kuun tujh baaj be-qarari hai chashm ka kaam ashk-bari hai shab-e-furqat men monis o hamdam be-qararon kuun ah-o-zari hai
dekhna har subh tujh rukhsar ka hai mutala matla-e-anvar ka bulbul o parvana karna dil ke taiin kaam hai tujh
chhupa huun main sada-e-bansuli men ki ta jaun pari-ru ki gali men na thi taqat mujhe aane ki lekin ba-zor-e-ah
aaj dista hai haal kuchh ka kuchh kyuun na guzre khayal kuchh ka kuchh dil-e-be-dil kuun aaj karti hai shokh
ashiq ke mukh pe nain ke paani ko dekh tuun is arasi men raz-e-nihani kuun dekh tuun sun be-qarar dil
agar gulshan taraf vo nau-khat-e-rangin-ada nikle gul o raihan suun rang-o-bu shitabi peshva nikle khile har ghuncha-e-dil jyuun gul-e-shadab shadi
aaj sarsabz koh o sahra hai har taraf sair hai tamasha hai chehra-e-yar o qamat-e-zeba gul-e-rangin o sarv-e-raana hai maani-e-husn
hua zahir khat-e-ru-e-nigar ahista-ahista ki jyuun gulshan men aati hai bahar ahista-ahista kiya huun rafta rafta raam us ki chashm-e-vehsi