• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Aashiqi Mein Tab Sun Afsana Ho Raha Hun

Main Aashiqi Mein Tab Sun Afsana Ho Raha Hun

wali-mohammad-wali

main ashiqi men tab suun afsana ho raha huun

teri nigah ka jab suun divana ho raha huun

ai ashna karam suun yak baar aa daras de

tujh baaj sab jahan suun begana ho raha huun

batan lagan ki mat puchh ai sham-e-bazm-e-khubi

muddat se tujh jhalak ka parvana ho raha huun

shayad vo ganj-e-khubi aave kisi taraf suun

is vaste sarapa virana ho raha huun

sauda-e-zulf-e-khuban rakhta huun dil men daaim

zanjir-e-ashiqi ka divana ho raha huun

barja hai gar sunun naiin naseh tiri nasihat

main jam-e-ishq pi kar mastana ho raha huun

kis suun ‘vali’ apas ka ahval ja kahun main

sar-ta-qadam main gham suun gham-khana ho raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Hamare Nahin to Kya Gham Hai

Jitna Tahzib-E-Badan Se Main Sanwarta Jaun

akhlaque-bandvi

Kabhi Jo Aankhon Mein Pal-Bhar Ko Khwab Jagte Hain

Pesh-E-Zamin Rahun Ki Pas-E-Asman Rahun

Pahla Patthar Yaad Hamesha Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet