• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh-Ha-E-Takalluf Bujha Diye Gae Hain

Charagh-Ha-E-Takalluf Bujha Diye Gae Hain

charagh-ha-e-takalluf bujha diye ga.e hain

uThao jaam ki parde uTha diye ga.e hain

ab is ko diid kahen ya ise kahen didar

hamare aage se jo ham haTa diye ga.e hain

ab is maqam pe hai ye junun ki hosh nahin

miTa diye ga.e hain ya bana diye ga.e hain

ye raaz marne se pahle to khul nahin sakta

sula diye ga.e hain ya jaga diye ga.e hain

jo mil ga.e to tavangar na mil sake to gada

ham apni zaat ke andar chhupa diye ga.e hain

charagh-e-bazm hain ham raz-dar-e-sohbat-e-bazm

bujha diye ga.e hain ya jala diye ga.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Sach Hai Baham Uski Mohabbat Bhi Nahin Thi

Hai Aarzu Ki Aur to Kya KHud KHuda Na Ho

poet

Ehsan-E-Sang-O-KHisht uTha Lena Chahiye

Shama Ki Nazron Mein Saudai Hai Parwana Abhi

Dil Diya Hai Humne Bhi Wo Mah-E-Kaamil Dekh Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet