• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHud Apne Sath Safar Mein Rahe to Achchha Hai

KHud Apne Sath Safar Mein Rahe to Achchha Hai

ḳhud apne saath safar men rahe to achchha hai

vo be-ḳhabar hai ḳhabar men rahe to achchha hai

qadam qadam yunhi rakhna dilon men andesha

charagh rahguzar men rahe to achchha hai

kabhi kabhi mire daman ke kaam aa.egi

ye dhuup dida-e-tar men rahe to achchha hai

main dil ka haal na aane duun apni palkon tak

ye ghar ki baat hai ghar men rahe to achchha hai

kiya hai tund havaon ka samna jis ne

vo phuul shaḳh-e-shajar men rahe to achchha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-imam-rizvi

Ashk Jab dida-e-Tar Se Nikla

pinhaan-ansari

Manzar Hai Abhi dur Zara Hadd-E-Nazar Se

poet

Marte Marte Ye Humne Kaam Kiya

Yas-O-Hiras-O-Jaur-O-Jafa Se Alag-Thalag

Ye Kis Maqam Se aaKHir palaT Gaya Hai Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet