• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aks-Dar-Aks Tamasha Kya Hai

Aks-Dar-Aks Tamasha Kya Hai

aks-dar-aks tamasha kya hai

aa.ina aa.ina jhuTa kya hai

koi aata koi jaata kya hai

raat aur din ka tamasha kya hai

jis tarah aap ga.e chupke se

koi duniya se yuun jaata kya hai

maana duniya hai baḌi ḳhuub baḌi

dil ki basti se kushada kya hai

ye tah-e-ḳhak hai kaisa mahshar

koi mazlum taḌapta kya hai

mor phir naach rahe hain har-su

giit jharna koi gaata kya hai

meri muTThi men hai phir bhi ‘saifi’

meri muTThi men zamana kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Guftugu Ho dabi Zaban Bahut

KHun-Rang Hui Sham Shafaq Se Bhi Ziyaada

Ek Na Ek Din to Sabhi Ko Hi Qaza Aaegi

KHud Apne Ujale Se Ojhal Raha Hai Diya Jal Raha Hai

abbas-athar

Zamin Un Ke Liye Phul Khilati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet