• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Karo Saman Jhule Ka Ki Ab Barsat Aai Hai

Karo Saman Jhule Ka Ki Ab Barsat Aai Hai

poet

karo saman jhule ka ki ab barsat aai hai

ghata umdi hai bijli ne chamak apni dikhai hai

agar jhule tu mere dil ke jhule men to ai zalim

rag-e-jan se tire jhule ko main rassi banai hai

yahan abr-e-siyah men aaj tere surkh jode ne

mujhe shaam o shafaq dast-o-gareban kar dikhai hai

idhar hai kirmak-e-shab-tab udhar jugnu gale ka hai

ye aalam dekh kar ye baat mere ji men aai hai

ba-qaul-e-hazrat-e-‘hatim’ ‘nisar’ us vaqt yuun kahiye

tiri qudarat ke sadqe kya tamashe ki khudai hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Izhaar-E-Aqidat Mein Kahan Tak Nikal Aae

Waqai Koi Agar Maujud Hai

firaq-gorakhpuri

Panghat Pe Gagariyan Chhalakne Ka Ye Rang

shahida-hasan

Jab Ghar Hi Juda Juda Rahega

Teri Sanson Ka Zer-O-Bam Jaanam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet