• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kucha-E-Yar Ain Kasi Hai

Kucha-E-Yar Ain Kasi Hai

wali-mohammad-wali

kucha-e-yar ain kaasi hai

jogi-e-dil vahan ka baasi hai

pi ke bairag ki udasi suun

dil pe mere sada udasi hai

ai sanam tujh jabin upar ye khaal

hindavi har-dvar baasi hai

zulf teri hai mauj jamuna ki

til nazik us ke jiyun sanasi hai

ghar tira hai ye rashk-e-deval-e-chin

us men muddat suun dil upasi hai

ye siyah-zulf tujh zanakhdan par

nagani jyuun kunve pe pyasi hai

tas-e-khurshid gharq hai jab suun

bar men tere libas-e-tasi hai

jis ki guftar men nahin hai maza

sukhan us ka taaam baasi hai

ai ‘vali’ jo libas tan pe rakha

ashiqan ke nazik libasi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Sune Na Sune Arz-E-Haal Karta Ja

Fasad Har Jagah Barpa Hai Kya Kiya Jae

poet

KHushbu Ka Jism Yaad Ka Paikar Nahin Mila

poet

miTTi Ki Taswir Hai Insan Lekin Hai Ye Haal Miyan

poet

dar Pe Us Shokh Ke Jab Ja Baitha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet