• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muflisi Sab Bahaar Khoti Hai

Muflisi Sab Bahaar Khoti Hai

wali-mohammad-wali

muflisi sab bahar khoti hai

mard ka e’tibar khoti hai

kyunke hasil ho muj ko jamiyyat

zulf teri qarar khoti hai

har sahar shokh ki nigah ki sharab

mujh ankhan ka khumar khoti hai

kyunke milna sanam ka tark karun

dilbari ikhtiyar khoti hai

ai ‘vali’ aab us pari-ru ki

mujh sine ka ghubar khoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jahan Se Dosh-E-Azizan Pe Bar Ho Ke Chale

Visal-Rut Ki Kamai Samajh Mein Aane Lagi

Ye Muskuraate Tamam Sae Hue Parae to Kya Karoge

Apna chhoDa Hua Ghar Yaad Aaya

poet

Ab Ishq Tamasha Mujhe dikhlae Hai Kuchh Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet