• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yunhi Be-Baal-O-Par khaDe Hue Hain

Yunhi Be-Baal-O-Par khaDe Hue Hain

poet

yunhi be-bal-o-par khaḌe hue hain

ham qafas toḌ kar khaḌe hue hain

dasht guzra hai mere kamre se

aur divar-o-dar khaḌe hue hain

ḳhud hi jaane lage the aur ḳhud hi

rasta rok kar khaḌe hue hain

aur kitni ghumaoge duniya

ham to sar thaam kar khaḌe hue hain

barguzida buzurg niim ke peḌ

thak ga.e hain magar khaḌe hue hain

muddaton se hazar-ha aalam

ek ummid par khaḌe hue hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Apne Dil Ki Tarah Aaina Bana Hua Hun

meer-hasan

Aankhon Mein Hain Haqir Jis-Tis Ke

Ghash Bhi Aaya Meri Pursish Ko Qaza Bhi Aai

Dil Ke Sahra Mein Koi Aas Ka Jugnu Bhi Nahin

poet

Wo Hue Sun Kar Pani Pani

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet